Minhaji

Ye Sab kia hai Dr Tahir ul Qadri

English

A book on Questions to Dr Tahir ul Qadri by Sunni Scholars on his False, Non Islamic doings and Statements. He Claimed these statements to be Islamic and was confronted by Scholars.

He later tried to cover up these things using Islam but when he was replied then he had no answers. After that he was completely silent on this and until today have not replied.

We pray that he repent from this and do not repeat such things in future.

His Latest Fault

He spoke against Ghazi Mumtaz Qadri and also claimed that, ” If any one executes a confirmed blasphemer his punishment will be Death penalty.”

After this statement Well-known scholars confronted him but he never answered this statement and tried to cover him in his 13 hours lecture by talking about other things.

Mufti Ashraf Asif Jalali replied him and after that Dr Tahir was completely silent even after claiming that he will reply in other session.

Urdu

Aik choti c kitab jis mai Dr Tahir ul Qadri se un k Gair Islami amal aur bayanaat per sawal kiye gaye hai jo unho ne Islam ka naam istemal ker k kiye.

Magar aj tak in ka koi ilami jawab nahi dia unho ne Quran o Hadees ki roshni mai. Jin baato per parda dalna chaha tha us per Ulema ne phir se pakar ki aur us k baad aj tak khamoshi hi hai.

Hamari Dua hai mosuf is pai Tauba kerai aur Ainda aisi chizai kernai aur galat bayan dene se tauba kerai.

Akhri Galti jo Dr Tahir ne ki

Akhri Galat bayan unho ne ye dia tha k Ghazi Mumtaz Qadri k khilaf bayan dete hue ye keh dia k koi agar Gustakh e Rasool ko Qatal bhi ker dai us ki saza maut hai.

Ye Masla aisai nahi tha is liye un ko Ulema ki taraf se tanqeed ka nishana banaya gay. Is k baad unho ne 13 ghantai ka bayan dia lekin us mai aitraz wali statement ka zikar b nahi kia. Aur ye bhi kaha is k baad aik aur session aye ga.

In k jawab mai Mufti Dr Ashraf Asif Jalali ne bhi 7 ghantai mai in ka radd ker dia; Is waja se aj tak Dr Tahir ka second session manzar e aam per nahi aya aur Dr Sahib mukamal khamoshi ikhtayar ker li.

Click here to Download
Or
Read Online Below

Ye Sab Kia Hai Dr Tahir Ul … by askhaqbaat

Click here to Read More Books

Join us on Social Media. Facebook | Twitter | Instagram

Click here to Visit our Video Website.
Click here to Visit our New Books Library.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please Remove our Site from Ad Blocker or Dsiable it and Support Us.