Darood e Paak
Darood e Wadoodi
English: Benefits of Darood e Wadoodi
There are various benefits of Darood e Wadoodi, Worldly and religious. You can read it without Wudu while moving around. But it is better to send Darood o Salam to Prophet Muhammad in Wudu and with Respect.
Urdu: Is Darood o Salam k fawaid
DaroodeWadoodi k Beshumar Deeni o Duniawi Fawaid hai. Is ko ap bai wuzu bhi parh saktai hai, ghoomtai phirtai. Magar behtar yehi hai hamesha Bargaah e Risalat ﷺ mai Hazri Ya Nazrana BaA-Wuzu aur Adab se pesh kerai.
ASSALAM ALAIKUM WA REHMATULAHI WA BARKATAHU MAINEH KHUWAB MAI DEKHaa HAI KI MAI MAAR CHUKA HOO AUR PHIR SE DOBARAH ZINDA HOO GAYAA HOO AUR MAI YEH BOLNEH ZINDA HUAA HOO KI QABAR KA 3 SAWAL MAI NE NAHI META AQQAA SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM NEH DAH DIYAA HAI …YAHI BAAT BOLNEH MAI KOI BHAAR(FORIEN COUNTRY) KEH EK ALLAH KEH WALI I BARGHAA MAI GAYAA AUR WAHAA PAR HAFIZ AHSAN QADRI (SRI LANKA KEH ULAMA) KO MAINEH YEH KHAA …AUR NEEND USHAAR HOGAYI MERHI….TABIR BOLEYEH
Walaikum Asalam… Acha khawab hai is ki tabeer kia kerai baki har khawab bayan na kia kerai wesai hi samaj ajati hai acha hai. Baki Ilm e Deen aur in Allama sahib se mulaqat kerai ilami o roohani faiz hasil kerai faida hoga.
Darood wadoodi kiss Kitab ma likha ha Ra numahe farma dain ma app ka Ahsan mand rahoon ga ma kafi arsa se es ki talash ma hoon ap k forum se aik umeed nazar aye ha