AnswersDeobandi

Different between Hayati Mamati Deobandis and Sufi Chains

Brother Hamza A*** asked question

Question


What is the difference between Hayati deobandi & Mamati deobandi. Some Deobandi peer associate themselves with Qadri, Suharwardi, Naqshbandi, Chisti. Are they same as barelvi

Urdu: Hayati Deobandi aur Mamati Deobandi mai kia faraq hai. Kuch Deobandi Peer khud ko Qadri, Suharwardi, Naqshbandi, Chishti se jortai hai. Kia wo Barelvio ki tarah hi hai.

Answer:

English:

There are different sectors in Deobandi sector or lets say types of Deobandis. Hayati means Alive and Mamati means Dead.

The fight between both of these sectors is that Hayati sector believes that that Prophet Muhammad ﷺ is alive in his grave۔ Mamati just like Wahabis believe that he is dead even in his Grave (May Allah Pardon me).

This belief of Hayati do not make them Barelvi as their other Non Islamic beliefs are the same which are categorizes as blasphemous by other Sunni’s.

Spiritual Lables used by Deobandis

Spiritual Labels which deobandis use or lets say copy for examples Qadri , Naqshbandi etc.

It is just like the word Sunni they use to make others fool and reason behind it is this that a superior and real thing is copied to get attention of people that are related with it.

Every one knows that Ahl e Sunnat that believe in Sufism and have right beliefs are in majority. So this also proves that Sunni Barelvi, those who are real Sunnis, They are right and truthful because deviants are copying them and using the labels even if after their some elders called those Sufis Bad. So just beware of them.

Urdu:

Deobandio mai alag alag firqai hai ya qismai keh lai. Hayati ka Matlab hai zinda aur Mamati ka matlab Murdu aur in dono firqo mai larayi ye hai k Hayati Rasool Allah SalAllaho Alaihi Wasalam ko Qabar mai Zinda manta hai aur Mamati Murda manta hai (Maz’Allah). Hayatio ka ye aqeeda un ko Barelvi nahi banata kyu k un k dusrai Gair Islami Aqaid aik jesai hai ya keh lai Gustakhana aqaid. Roohani Alqaab jo wo apnai sath istemal kertai hai jesai Qadri, Naqhsbandi wagaira ye isi tarah hai jesai wo Sunni lafz apnai sath lagatai hai dusro ko bewaqoof bananai k liye kyu k Aala aur asal chiz ki naqal ki jati hai logo ki tawajo hasil kernai k liye aur wo yehi ker rahai hai. Is chiz se ye bhi wazeh hota hai k Barelvi hi haqiqi Sunni hai sachai hai aur sahih hai kyu k Badmazhab un ko copy ker rahai hai aur un k Alqaab bhi istemal ker rahai hai Sufism k jin ko wo bura kehtai hai. Is liye in se agaah rahai aur bach k rahai.

Click here to Read More about Deobandis

Join us on Social Media. Facebook | Twitter | Instagram

Click here to Visit our Video Website.
Click here to Visit our New Books Library.

Related Articles

9 Comments

  1. Meri ek dost ko kisi ne istikhara karne ko kaha tha lekin usne istikhare mai muje dekha (N) k sath k unhen mere school me job mil gai hai, hum dono ki shadi hone wali hai or hum buhut khush hain. Iski tabeer bta dain please.

  2. Assalamu Alaikum
    Ramzan k mahine mein 70 gunna zyada sawab milt hai ….agar hum period mein rozarakh le toh kya ye gunnah hai..ya haram hai hum apni marzi se toh aese nhi huwe na..ramzan mein bina roza rakhe rehna acha nhi lagta…. Ye mahine mein agar hum hamari dil khushi se rakh le toh kya ye haram hai

    1. Walaikum Asalam. Allah azzawajal jis k hukam se Mard o Aurat takhleeq hue aur wo khoob janta hai sab k muamlaat ko. Usi Allah Azzawajal ne Periods ki halat mai Aurto ko Ibadat mauf farmayi hai yani jab qudarti amal ye shuru hoga to Ap ka Roza nahi hoga aur na Namaz parhai gi lekin aap ko ye Ramzan k baad purai ada kerna hogai aur is sawab ki jo fikar hai aap ko to Allah ki marzi tab b us ka bahot ajar farma dai. Is liye Zuban se zikar azkaar ker sakti hai is halat mai lekin Roza aur Namaz nahi parhai gi agar rakhai gi to Napaki mai ye muamlaat ker k ulta gunahgar hogi.

    1. Agar khawab wazeh ho yani detailed phir sahi bata saktai hai wesai acha nahi baki naseehat ye hai k Gunaho se bachai aur shariat ki pabandi kerai taa k fitno se bachi rahai. Baki Allah o Rasool behtar jantai hai. Aik aur chiz k Khawabo wali posts jaha hoti hai waha publically sawal kera ya menu mai khawab k sections mai ja ker sawal kerai privately k ap ko jawab b email mai aye. Comments ka jawab comments mai de dia jata hai but post khawab wali hi choose kerai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please Remove our Site from Ad Blocker or Dsiable it and Support Us.