Wahabi-Salafi

Masla Taraweeh Aur Ahl e Hadees Ka Postmortem

Masla Taraweeh per Ahl e Sunnat aur Ahl e Hadees urf Wahabio ka kafi ikhtalaf hai. Aj dalail k sath un ka jawab detai hai.

1 .Mulla Ali Qari Rh Ne 20 Rakat Taraweeh Par Sahaba Ka Ijma Naqal Kiya Hai..
(MIRQAAT SHARAH MISHKAAT .)

Scan :

image

2. Gair Muqallideen K Mashoor Alim Nawab Siddique….
20 Rakat Taraweeh..
Aur Hazrat Umar K Duar Me Ispar IJMA HUwa Hai…

Scan :

image

3. Molvi Ibne Taimiya.
20 Rakat Sunnat Hai….
Aur Hazrat Umar Radiallataala anhu K Duar Me 20 Rakat Aur 3 Witr Padhyi Gayi…

Scan :

image

4 . Allama Navvi Rahimullah Ne 20 Rakt Kaha Hai…
Jaan Lo Ki Taraweeh 20 Rakat Hai..

Scan :

image

5. Imam Nawawi Rahimullah
Taraweeh 20 Rakat Aur Ijma….

Scan :

image

6 . Shaikh Shams Uddin Muhammad Bin Muhammad Khateeb rah
Likhte Hai..
Taraweeh 20 Rakat Aur Sunnat Hai…

Scan :

image

7 . Imam -e- Ahle Sunnat Wal Jama’at Imam Ahmad Bin Hanbal Rahimullah
Taraweeh 20 Rakat Hai…

Scan :

image

8. Imam Shafai Rahimullah Muje 20 Rakat Taraweeh Pasand Hai..

Scan :

image

9. Imam Malik B 20 Ya 36 K Qail Hai…

Scan :

image

10. ALLAMA IBNE QUDAMA HAMBALI Rahimullah LIKHTE HAIN:
20 RAKAT TARAWEEH PAR IJMAA HAI

Scan :

image

11.TARAWEEH 20 RAKAT HAI

SHAIKH ABDUL QADAR JEELANI Rahimullah LIKHTE HAIN
Mustahab hai ke Namaz e Taraweeh ba Jamaat ho aur Qirat Jehri ho kyu ke Ap sallallahu alaihi wasallam ne Namaz e Taraweeh isi tarah padhai thi. Ja Ramazan ka chand nazar aajaye to usi raat se TARAWEEH ki Namaz Shuru kardi jaye kyun ke woh Ramazan ki Raat hai . NAMAZ E TARAWEEH ISHA ke farz aur phir 2 Sunanten padh kar ada karni chahye kyun ke SUNNAT Tareeqa yahi hai. TARAWEEH KI 20 RAKAAT HAIN AUR HAR 2 RAKAT SALAAM PHER DI JAYE. 20 RAKAAT KE 4 TARWEEHE HAIN YANI HAR 4 RAKAT KA EK TARWEEHA IS LIYE HAR TARWEEHE KE BAAD QADRE TAWAQQUF KIYA JATA HAI.
(GHUNIYATUT TAALIBEEN SAFHA 268)

Scan :

image

12. Allama Muhammad Anwar Shah Kashmiri Hanafi rahmatullahi alaih farmate hain ke AIMMA ARBA me se koi bhi 20 Rakat se kam TARAWEEH ka Qaayal nahi hai aur Jamhoor SAHABA IKRAAM Razi ALlahu anhum ka Amal bhi isi par hai. Imam Maalik Bin ANas rah nefarmaya: 36 Rakat kyu ke wo Ahle Madina ka amal hai ke woh log TARWEEH ke beech me 4 Rakat Namaz padha karte the INFERADAN(AKele akele) aur jahan tak Ahle Makkah ki baat hai to wo TARWEEHON ke darmiyan TAWAAF kiya karte the BAITULLAH ka.
[Al Urfush Shazii Sharah Tirmizi jild 2 safha 208]

Scan :

image

13 . Ibne Abdul Barr Maliki rahmatullahi alaih farmate hain ke
(Imam) Sufyan Sauri, Abu Haneefa, Shafa’ii, Ahmad Bin Dawood rahimahumullah farmate hain ke
“TARAWEEH 20 RAK’AAT HAI WITR KE ILAWA, AUR MUSTAHAB HAI KE ISSE ZIADA ADA NA KI JAYE.”
(AL ISTIZKAAR 5/157)

Scan :

image

14. Shaikh Abul Hasan Yahya Bin Abul Khair ShafaiRahimullah(489-558 hijri) likhte hain

“Ramazan ka Qiyam 20 Rakat hai 10 Salaam se Isha ke baad.(Al Bayan Fi MAzhabil Imam Shafai jild 2 safha 273)

Scan :

image

15. Imam Tirmizi Rahimullah Apni kitab Jaame’ Tirmizi me farmate hain:
..
“Aur Aksar Ahle Ilm ka Ramazan ke Qayam me ikhtelaaf hai, baaz kehte hain ke 41 Rakat Witr ke sath padhi jay aur ye Qaul Ahle Madina ka hai aur isi par Ahle Madina ka Madina me amal hai.
..
Aur AKsar AHle Ilm jo Hazrat Umar , Hazrat ALi waghaira sahaba (Razi ALlahu anhum)se Riwayat hai 20 Rakat hai aur yahi SUFYAN SAURI, Abdullah Bin Mubarak aur Imam Shafai rahimahumullah ka Qaul hai.
..
Aur Imam Shafai Rahimullah ne farmaya:
“maine apne Shahar Makkah me logon ko 20 Rakaat par Aamil paaya”
..
[JAAME’ TIRMIZI JILD 2 SAFHA 159, Hadees no 806]

Scan :

image

Dekhye Imam Tirmizi rah ne Ahle Ilm ka ikhtelaaf bataya hai magar kisi ne ye nahi kaha ke Taraweeh 8 Rakat padhi jayegi kyu ke Salaf(SAHABA, TABAEEN , TABE TABAEEN) ka ye mazhab hi nahi tha ya wo 20 padhte the ya usse ziada kam nahi padhte the.
..
16. Imam Gazali Rahimullah

Scan :

image

Ab Jab 20 Par IJMA Hai Aur Sunnat Bhi..
To 8 Padhna Hi Q>???
Jisne 8 Padhna Wo IJMA ( Quran Aur Hadees ) Ka Munkar Hai..

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please Remove our Site from Ad Blocker or Dsiable it and Support Us.
yalova evden eve nakliyatsakarya evden eve nakliyattuzla evden eve nakliyatgebze nakliyatyalova evden eve nakliyatsakarya evden eve nakliyattuzla evden eve nakliyatgebze nakliyat
Sweet bonanza demoAviator oynaCasinoslotgates of olympus oynasweet bonanzasugar rush oynasweet bonanza oynaCasinoslotBahisnowcasibomSweet bonanza demoAviator oynaCasinoslotgates of olympus oynasweet bonanzasugar rush oynasweet bonanza oynaCasinoslotBahisnowcasibom