Darood e PaakWazaif o Taweezaat

درود کمالیہ – Darood e Kamaaliya

Tilawat e Darood e Kamaliya aur Amal ka tariqa

Ye Bara Azeem Tareen Darood Shareef hai. Baaz Bazurgo ne farmaya k ye 70 Hazaar Darud Shareef k barabar ha aur kaha gaya hai k Aik Lakh k Barabar hai. Imam ul Hadees Abdullah bin Salim Basri Maki ki taraf se bayan kia gaya hai k ye Darood Shareef Khizar Alaihi Salam ki taraf Mansoob hai. Jo Dafe Nisiyan k liye mashoor hai. Is ko Magrib o Isha k darmayan kisi Muiyan (Fixed Quantity) k bagair parhna chaiye. 

Related Articles

One Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please Remove our Site from Ad Blocker or Dsiable it and Support Us.